Sakot Ben k Jo Naghmain Dilon main Palti Hain
woh zakhm-e-ragh-e-jain tor kr nekaltai hain
Hazoor aap shab aaraeya kren lakin
Fakat namod-e-sahar tak charagh jaltai hain
Aghar feza hai mokhalif to zolf lahirao
keh badban hawaon ka rokh badaltai hain
Koi bhi faislah dena abhi drost nahin
keh wakeyat abhi karwatin badaltai hain
Yeh pass peer-e-maghan hai keh zaiaf-e-tashnah lambi
Nasha nahien hai maghr larkihra k chaltai hain
Khoda ka name jahan beajtae hain log FARAZ
Basad-o-sooq wahan karobar chaltae hain
Post a Comment